Ganapati Bhajan Lyrics
Singer -Asha Bhosle
Hey Gajavadana Gauri Nandana
Hey Gajavadana Gauri Nandana
Raksha Karo Sabki
Hey Gajavadana Gauri Nandana
Raksha Karo Sabki
Mangalmaya Ho Jeevan Saara
Mangalmaya Ho Jeevan Saara
Dhara Bahe Sukh Ki
Hey Gajavadana Gauri Nandana
Hey Gajavadana Gauri Nandana
♪..♫..♪..♫..♪..♫..♪..♫
Riddhi Siddhi Ke Data
Tum Ho Vidya Ke Swami
Vighna Vinashak Ekdant Ho
Tum Antaryaami
♪..♫..♪..♫..♪..♫..♪..♫
Riddhi Siddhi Ke Data
Tum Ho Vidya Ke Swami
Vighna Vinashak Ekdant Ho
Tum Antaryaami
Chintamani Ka Kare Jo Chintan
Chintamani Ka Kare Jo Chintan
Chinta Haro Uski
Mangalmaya Ho Jeevan Saara
Mangalmaya Ho Jeevan Saara
Dhara Bahe Sukh Ki
Hey Gajavadana Gauri Nandana
Hey Gajavadana Gauri Nandana
♪..♫..♪..♫..♪..♫..♪..♫
Vishwavidhata Vishwavinayak
Jag Ke Paalanhaare
Naad Brahma Ke Tum Nirmata
Sur Gana Tum Par Vaaren
♪..♫..♪..♫..♪..♫..♪..♫
Vishwavidhata Vishwavinayak
Jag Ke Paalanhaare
Naad Brahma Ke Tum Nirmata
Sur Gana Tum Par Vaaren
Tum Hi Prerna, Tum Hi Chetna
Tum Hi Prerna, Tum Hi Chetna
Aas Hai Darshan Ki
Mangalmaya Ho Jeevan Saara
Mangalmaya Ho Jeevan Saara
Dhara Bahe Sukh Ki
Hey Gajavadana Gauri Nandana
Hey Gajavadana Gauri Nandana....
~~~ * ~~~